Search Islah-Network

Showing posts with label Urdu in English. Show all posts
Showing posts with label Urdu in English. Show all posts

Sunday, June 11, 2017

MUSTAFA JAAN E Rehmat Pe Laakho(n) Salaam

Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakho(n) Salaam (COMPLETE*)
Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakho(n) Salaam
Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho(n) Salaam
Mehre Charkhe Nubuvvat Pe Roushan Durood
Ghul E Baagh E Risaalat Pe Laakho(n) Salaam

Monday, November 3, 2014

Saturday, July 12, 2014

Aarzomandi by Allama Iqbal (R.A) متاع بے بہا ہے درد و سوز آرزو مندی


متاع بے بہا ہے درد و سوز آرزو مندی
مقام بندگی دے کر نہ لوں شان خداوندی
ترے آزاد بندوں کی نہ يہ دنيا ، نہ وہ دنيا
يہاں مرنے کی پابندی ، وہاں جينے کی پابندی
حجاب اکسير ہے آوارہ کوئے محبت کو
ميری آتش کو بھڑکاتی ہے تيری دير پيوندی
گزر اوقات کر ليتا ہے يہ کوہ و بياباں ميں
کہ شاہيں کے ليے ذلت ہے کار آشياں بندی
يہ فيضان نظر تھا يا کہ مکتب کی کرامت تھی
سکھائے کس نے اسمعيل کو آداب فرزندی
زيارت گاہ اہل عزم و ہمت ہے لحد ميری
کہ خاک راہ کو ميں نے بتايا راز الوندی
مری مشاطگی کی کيا ضرورت حسن معنی کو
کہ فطرت خود بخود کرتی ہے لالے کی حنا بندی

------------------------------

Translitration



Mataa-e-Bebaha Hai Dard-o-Souz-e-Arzoo-Mandi

Maqam-e-Bandagi De Kar Na Loon Shan-e-Khudawandi



Tere Azad Bandon Ki Na Ye Dunya, Na Woh Dunya

Yahan Merne Ki Pabandi, Wahan Jeene Ki Pabandi

Hijab-e-Ikseer Hai Awara-e-Koo'ay Mohabbat Ko
Meri Aatish Ko Bharkati Hai Teri Dair Paiwandi

Guzar Auqat Kar Leta Hai Ye Koh-o-Biyaban Mein
Ke Shaheen Ke Liye Zillat Hai Kaar-e-Ashiyan Bandi

Ye Faizan-e-Nazar Tha Ya Ke Maktab Ki Karamat Thi
Sikhaye Kis Ne Ismaeel (A.S.) Ko Adaab-e-Farzandi

Ziarat Gah-e-Ahl-e-Azam-o-Himmat Hai Lehad Meri
Ke Khak-e-Rah Ko Mein Ne Bataya Raaz-e-Alwandi

Meri Mashatagi Ki Kya Zaroorat Husn-e-Maani Ko
Ke Fitrat Khud Ba Khud Karti Hai Lale Ki Hina Bandi

----------------------


Friday, June 27, 2014

Ashfaq Ahmad writes in zaviya

Ashfaq Ahmad writes in book Zaviya.

*Achi baat to sab ko achi lagti hy jab tumhe kisi
ki buri bat b buri na lage to samj lena tumhe us se MOHABBAT hy*

Tajurba insaan ko galat fesly se bachata hy.
Magar
Tajurba galat fesly se hi hasil hota hy.


Izzat dil me honi chahiye lafzon me nahi.
Narazgi lafzon me honi chahiye dil me nahi.


Khush naseeb wo nahi jis ka naseeb acha hy.Balke khush naseeb wo hy jo apne naseeb par khush hy.

Friday, August 16, 2013

Fajar ki sunnatain


*FAJAR ki Sunnaton ki FazeeLat*



HADEES-E-PAK:



*Fajar ki 2 Rak'aten Dunya or is men Jo Kuch hy say Behter hen.*


(Sahi MusLim,
P#365,H#725)

Wednesday, August 14, 2013

poetry about aaib-e-Hunar

Jin ke angan mein Ameeri kashajar lagta hai,Un ka her aaib bhi zamany kohunar lagta hai…



(Shajar:Tree)

(Aaib:Weakness)

Allama Iqbal about zarre ka dil cheerain

Haqiqat Aik Hai Har Shay Ki,
Khaki Ho Ke Noori Ho
Lahoo Khursheed Ka Tapake
Agar Zarre Ka Dil Cheerain

Allama IQbal

Bulleh Shah Kalaam

bura banda laban turya , bura nalaba koi....apne ander jhaaki maari, maintoon bura na koi...

 (BULLEH SHAH)


Hazrat Ali (R.A) about soch

"Insan"Ko Achi "Soch"Pe Wo INAM Milta He,
Jo Use Ache "Amal"Pe B Nhi Milta,
Q K
"Soch"Me "Dikhawa"Nhi Hota.

Hazrat Ali (r.a)

Sunday, August 11, 2013

Ahadees-e-Mubarika

Imam-Ul-Ambia"Hazrat Muhammad Sallallah-O-Alaihe Wasallam"Ghar Tashreef Laaye To Roti Ka Tukra Gira Hua Dekha"Aap Sallallah-O-Alaihe Wasallam" Ne Usey Utha KarSaaf Kiya Or Kha Liya Phir Farmaya!Ay "Aisha" (R.A)Izzat-Daar Cheez Ki Izzat Karo
Jab "ALLAH"
Kisi Qoam Ka Rizq Chheen Leta Hy To Wapis Nahi Karta.
("IBN-e-MAJA")
Jild No-2
Hadees-1142.

Naat-e-Mubarik


بلغ العلي بكماله

Ap äpnè kämäl kè säbäb Bùländi pär phùnchè

كشف الدجي بجماله

Ap nè äpnè jämäl sè Andhèröö kö däùr kyä

حسنت جميع خصاله

Ap kè tämäm tär khäsäil Nèhäyät häsin häin

صلواعليه واله

Ap pär äùr äp ki äl pèr duröd_ö_säläm..


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...